Badh kirdar dusrou ke kirdar ko aur be emaan dusrou ke emaan ko hamesha Shak ki nigah se dekhta hai
Aapne dekha hoga Jo insaan bura aur badh kirdar aur Shak ki nazar se dekhta hai aise insaan ko chahe aap haqeeqat hi bataye tho yaqeen nahi karta
wo insaan hamesha wahi mahesus karta hai Jo aaib vuske aandar maujood hai
Aise insaano se qhud bhi mahfuz rahe aur dusrou ko bhi mahfuz rakhe
Comments