Kabhi kabhi aapki zaban se
Anjane me aada kigaye alfaz 
Samne wale par sadiyaou Ka bojh 
Chod jate hai


Kabhi kabhi hum gusse me ya be khayal me kisi ko apni zaban se be inteha nafrath ke alfaz kahe dete hai 
Jisse vus insaan ko bahut gaheri takleef pahunchti hai aur Hume asar bhi Nahi hota 
Meharbani farma kar hum har waqt apne zaban ko sonch samaj kar istemal kare 
Is me hamari bhi khusi hai aur dusrou ki bhi khusi hai

Comments

Popular posts from this blog