Wo ek ungli Jo mushkil waqt me aapke aansu pochti hai vun dus ungliyao se behtar hai
Jab aapki kamiyabi par taliya bajati ho
Jab hum takleef me hote hai vus waqt koi akar Hume samjhata hai
wo shaksh Hume kafi hai vunse
Jo humari kamiyabi ki dekh kar ye kahete hai wah Apne kya mahnath ki hai apki mahnath Ka sila aapko milgaya
Aur jab hum apni mahnath se nakaami hasil hoti hai
Vus waqt koi akar Hume nahi kaheta
Vus waqt aapke khareeb Jo shaksh hota hai wahi aapke liye Sab se behtar hai
Comments