Hasee aati hai mujhe hasrate insaan par !
Gunah khud karta hai laanath bhejta hai Shaitan par !
Humse aksar yahi hota hai Jo Iqbal ne kaha
Hum apni 24 ghanto ki zindagi me kithne gunah karte hai hame nahi maloom phir hum kahete hai wo gunehgar hai wo waisa hai ye aisa hai aalan falan kahete rahete hai

Comments