قتادہ نے حضرت انس بن مالک رضی ‌اللہ ‌عنہ سے روایت کی ، انہوں نے کہا کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم ‌ نے فرمایا : ’’ تم میں سے کوئی شخص ( اس وقت تک ) مومن نہیں ہو سکتا جب تک میں اس کے لیے اس کی اولاد ، اس کے والد اور تمام انسانوں سے بڑھ کر محبوب نہ ہوں ۔ ‘‘

Sahih Muslim hadees no:169

Qhatada ne hazrat anas bin Malik ؓ se riwayat ki, unhone kaha ke rasool Allah ﷺ ne farmaya: tum me se koi shaksh (vus waqt tak)momin Nahi ho sakta jab tak Mai(aap ﷺ)vus ke liye vuski aaulad,vuske walid aur tamam insano se badkar maheboob na ho,

Hum aaj Allah ko aur Allah ke rasool ﷺ ki itna Nahi chahate jitna hum apne ahel o ayal ko aur apne mall ko chahate hai agar hum aisi zindagi guzarenge tho kya hum apne aapko momin kahe sakte hai,

Comments

Popular posts from this blog