Agar tum kisi ko dhoka dene me kamiyab hojate ho tho A na samajna wo kitna bewaquf hai,Balke ye sonchna ke vus ko tum par aaithbar kitna tha!!!

Kuch aise log hote hai Jo aksar kafi hadh tak dhoka dete rahete hai aur A samajh te hai ke Mai kamiyab hogaya lekin vunhe A samajh nahi aati ke Maine vuse dhoka diya aur wo mujhe par kitna aaithbar (bharosa)karta hai,

Comments

Popular posts from this blog