نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو کسی کا کوئی عیب دیکھے پھر اس کی پردہ پوشی کرے تو وہ اس شخص کی طرح ہے جس نے کسی زندہ دفنائی گئی لڑکی کو نئی زندگی بخشی ہو ۔
Abu dawood Hadees no : 4891

Nabi Akram ﷺ ne farmaya :
Jo kisi Ka koi aaib dekhe phir vuski parda poshi kare tho wo vus shaksh ki tarha hai jisne kisi zinda dafnai gai ladki ko nayi zindagi baqhshi ho

Hume agar kisi aaib nazar ajaye tho vun aaib ko wahi par dafna de wahi par bhuljaye agar hum aisa karenge tho Nabi a Rahemath ﷺ kahe rahe hai 
Agar koi insaan apni beti(dugter)ko zinda dafna raha ho aur aap vusko dekh kar rokh diye 
Vus ladki ko nayi zindagi dene se jitni neki milti hai
Utni hi nekiyaan aap kisi ke aaibou ko chupane se mil rahi hai 

Comments

Popular posts from this blog