رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: مسلمان کی ہر چیز اس کا مال، اس کی عزت اور اس کا خون دوسرے مسلمان پر حرام ہے، اور آدمی میں اتنی سی برائی ہونا ہی کافی ہے کہ وہ اپنے مسلمان بھائی کو حقیر سمجھے ۔
Abu dawood Hadees no :4882

Rasool Allah ﷺ ne farmaya :
Musalman ki har chiz vus Ka mall,vuski izzath aur vuska qhun dusre musalman par Haram hai,aur 
Aadmi me itni si burai hona hi kafi hai ke wo Apne musalman Bhai ko haqeer samjhe 
Allah ke rasool ﷺ ne farmaya
Hum agar kisi ko haqeer samjhe tho wo bure insaan me dakhil hogaya
Yani bura hogaya
Mere azizo hum kisi ko bhi apni zindagi me haqeer na samjhe

Comments

Popular posts from this blog