Kamiyabi

Har koi chata hai ke oose kamiyabi miljaye
Lekin jab Masjid se awaaz aati  hai
Hayya lalfala(aao kamiyabi ki taraf)
Tho koi zahmath nahi karta ke jis chizko wo sari
Zindagi har jagah talaash kar raha hai
Wo qhud oose Apne pass bula rahi hai

Allah tala din me 5waqt namaz keliye azaan lagwata hai ke aao mere pass kamiyabi hasil karlo par hum sun kar bhi anjaan hojate hai

Comments

Popular posts from this blog