Sangeen gunah aur vunke awaqhib o nataijh,

1.jis gunah se umar aur rizq kam hojata hai,
Wo hai "maa baap se badh suluki Karna"

2. Jis gunah se insaan par laanath hoti hai,
Wo hai "jhut,"

3. Jis gunah se duniya me hi pakad hoti hai,
Wo hai" zulm,"

4. Jis gunah se azabe qhudawandi nazil hota hai,
Wo hai "zina,"

5. Jis gunah se Allah aur vuske rasoolﷺ ke qhilaf elan a jang hoti hai,
Wo hai" sudh"

6. Jis gunah se Puri insaniyath tabah ho jati hai,
Wo hai"na haqh qhatal"

7. Jis gunah se nematein chinjati hai,
Wo hai "takabbur aur nashukri"

8. Jis gunah se duwaein khubool Nahi hoti,
Wo hai "haram khana"

9. Jis gunah se barishey waqt par Nahi hoti,
Wo hai"zakat ki adayigi me kotahi"

10. Jis gunah se Rab naraz hota hai,
Wo hai "baap ko naraz Karna"

Comments

Popular posts from this blog