Koi tumahra dil dukhaye naraz math hona,
Kyon ke qhudrath Ka qhanoon hai,
Jis daraqth Ka phal zyada meeta hota hai,
Log patthar bhi vusi ko marte hai,

Hame agar koi naraz kare ya hamara dil dhukha ye tho jazbath me math aana,
Kyon ki hosakta hai ke wo hamara imtehaan lera ho,
Ya phir wo humse dillagi Kar raha ho,
Khamosh hojaye aur vusko maaf karde,
Jo aapko takleef deta ho,
Inshaallah hamara kuch bhi nuqsan Nahi hoga,

Comments

Popular posts from this blog