Allah kin ko na pasand karta hai,

1.Allah tala zyadati karne walo ko pasand Nahi karta,(Aal baqhara: 190)
2.Allah tala fasad ko na pasand karta hai
(Aal baqhara :205)
3.Allah tala kisi na shukre aur gunehgar se mohabbat Nahi karta(Aal baqhara :276)
4.yaqheenan daghabaz gunehgar Allah tala ko achcha Nahi lagta(an nisa :107
5.Allah tala fasadiyau se mohabbat Nahi karta
(Aal maida :64)
6.Beshak Allah tala hadhse nikalne walo ko pasand Nahi karta(Aal aaraf :31)
7. Allah tala qhayanath karne walo ko pasand Nahi farmata(Aal infaal :58)
8. Allah ghuroor karne walo ko pasand Nahi karta(Aal nahel:23)

Hum Allah se duwa kare ke Allah hum ko in chizo se mahefuz rakhe,

Comments

Popular posts from this blog