Lamha fikar ya

Hum kaha phas Gaye ?

1. qhayamath ke din a Nahi pucha jayega ke tumahra kis maslak se talluq tha,
Balke a pucha jayega,
Kitab Allah aur sunnat a Rasool Allah ko mazbooti se thama ya nahi,

2. Ye Nahi pucha jayega Nabi a Kareem sallallahu alai wasallam noor they ya bashar,
Balke ye pucha jayega,
Ke tumne unki Etaath ki ya Nahi,

3. Ye Nahi pucha jayega jasn a miladun Nabiﷺ manate they ya Nahi,
Balke a pucha jayega,
Seeratun nabiﷺ par kitna Amal kiya,

4. Ye Nahi pucha jayega ke qhabar wale sunte hai ya Nahi,
Balke a pucha jayega,
Qhabar ki kya tayyari Kar ke aaye,

Comments

Popular posts from this blog