Kabhi bhi apni jismani taqhat aur daulath par bharosa na karo,
Kyon ki,
Bimari aur ghurbath aane me deyr Nahi lagti,
Hum kabhi bhi apne jism par aur daulath par bharosa Nahi karna,
Kyon ki insaan ko kab kya hota hai
Achche khase insaan ko koun si bimari aati hai maloom nahi,
Aur Rahi daulath,
Daulath bhi aisi chiz hai kab tak hamare pass rahegi kab humse juda hojayegi hame maloom nahi,
Esi liye in dono par bharosa na kare

Comments