Ek martaba ek maina ne
Chudiya se pucha
Insaan har waqt dhuki
Pareshan aur afsar dah
Kyon raheta hai
Chudiya sonchte huye boli
Shayad insaano ko
Allah Pak par kamil yaqeen Nahi hai
Is liye wo itna pareshan dhuki
Aur afsar dah raheta hai
Aur Jin Ka Allah Pak par
Kamil yaqeen hota hai
Wo tho hamari tarha
Pur sukun aur
Mutmain zindagi guzarte hai,
Comments