Bachcha chahe jitni aahista awaaz se roye
Fauran wo awaaz soti huyi maa ki jagah deti hai,

Tho ye kaise mumkin hai wo
Rab jise na neend aati hai na ooong
Aur Jo apne bando se maa se sattar(70)gunah zyada mohabbat karta hai
Apne bande ki aah par vuski fariyaad na sune
Apne bande ki hajat Puri na kare ......!!!

Allah se gid gida Kar mangne wale bano
Har mushkil aasan ho jayegi,

Comments

Popular posts from this blog