Taqhdeer ke likhe par
Kabhi shikva na Karna
Aai insaan
Tu itna aqhalmand Nahi
Ke Allah ke erade
Ko samajh sake,

Kyon ki hum insaan hai
Aur wo Allah hai
Jo har zahiri ko bhi janta hai
Aur 
Har batini ko bhi janta hai
Is liye apni taqhdeer par
Kabhi bhi kisi se 
Shikva na Karna
Agar aisa kuch aap mahesus karte hai
Tho 
Vus badsha se mangna Jo dono jahan
Ka palanhar hai,
Aur wo Sab ki sunta hai
Aur sabko deta hai,

Comments

Popular posts from this blog