Posts

Showing posts from April, 2017
Image
Nafs  Nafs wo bhuka kutta hai Jo insaan se ghalat kam  Karwa ne ke liye  Vus waqt tak bhonk ta  Raheta hai Jab tak wo ghalat kam Kar na le Aur jab insaan wo kam Kar leta hai Tho ye kutta so jata hai Lekin  Sone se pahele Zameer ko Jagah deta hai,
Image
Agar aapke pass ek mohabbat Karne wala khandan, Chand achche aur muqlis dost, Peat bhar be ke liye Giza Aur Sarah dhakne ke liye chat hai Tho aap apne guman se zyada Ameer hai,
Image
Izzat e nafs Hamare masail aur hamari Pareshaniya Bhi raaz hi hoti hai Vunka dusrou ke samne  Ishtehar Nahi lagate ! Jo insaan apne aansu dusrou se  Saaf karwata hai wo qhud ko Be izzat Kar deta hai Aur Jo apne aansu qhud pochta hai Wo pahele se bhi mazbuth Ban jata hai,
Image
Kisi ko bhi haqheer Aur  Kamzor math samjho Kyon ki  Raste me pada chota sa patthar Aapko muh ke bal gira sakta hai,
Image
Do waqt ki roti ke liye Insaan paanch waqt ki  Namaz chod deta hai Jabke A janta hai Me rizq Ka zumme  Allah tala ne apne uper  Liya huwa hai,
Image
Rasool Allah sallallahu alai wasallam ne irshad farmaya Jis Ka wazu Nahi  Vuski namaz Nahi Aur Jo shaksh wazu ke shuru me Allah Ka naam na le(﷽) Na pade Vuska wazu Nahi,
Image
Samajdar log bahes Nahi karte Kyon ke Wo jante hai Ke siwaye apas me Ranj paida hone ke Vusse mufeed natija Bar aamad huwa karta hai
Image
Aai Nabi sallallahu alai wasallam Mere bando ki qhabar de do Ke Mai bahut dar guzar karne wala Aur Raheem hun,
Image
Allah Ka zikar karte raha karo Chahe ghar me ho Ya raste me Kyon ki Jis chiz ke samne Allah Ka zikar Karoge chahe  wo patthar, Phul, darakth Ya kuch bhi ho  Qhayamath ke din gawahi  De gi Ke yaa Allah tera a Banda Tere zikar me mashgul Raheta tha,
Image
Jab bhi koi maafi mange tho Vuse srif is ummid par maaf karo Ke mera Rab bhi mujhe Qhayamath ke Roz isey tarha  Maaf farmaye ga,
Image
Astagfar ke faziliyath.. Hazrat ibne Abbasؓ  se Riwayat hai Ke hazrat Mohammed sallallahu alai wasallam Ka irshad hai, Ke Jo shaksh istagfar me laga raheta hai Allah tala vuske liye Har tangi se nikal Jane Ka rasta Bana deta hai, Vusko har gham se najaath dete hai Aur  Aisi jagah se rizq deta hai Jiska vusko qhayal bhi  Nahi hota,
Image
Alfaz Ka chunav  Sonch samaj kar kare Aap ke alfaz aapki tarbiyath, Khandan aur aap ke  Mezaz Ka pata deta hai Be lagam alfaz, Be lagam janwar ki  Manind hai,
Image
Maghfirath Kainath me koi itni Shiddat se  Kisi Ka intezar Nahi karta Jitna Allah apne  Bando ki tauba Ka  Karta hai,
Image
Ek choti magar kadwi baat Dusrou ko Shaitan Kahene se behtar hai Ke hum qhud  Insaan banjaye,
Image
Lafzo me kya likhi Vus Rab ki tareef Mai Jo mango tho nawazta hai Aur Jo manglo tho  Be hisab deta hai,
Image
Mai kitna hi sharkash Aur taqhatwar kyon naho lekin har sham zindagi Ka  Ek din kam ho jata hai Aur Mai rokh bhi Nahi sakta Lekin with Rab mujhe nayi subah dekar Phir mohlath de deta hai Shayad mera Banda  Tauba karle aur  Vuse baqsh soon,
Image
Apne Rab par hamesha bharosa rakho Kyon ke Allah tala so Nahi deta Jo hame achcha lagta hai Allah tala wo  Deta hai, Jo hamare liye achcha Hota hai,
Image
Hamesha apne Allah se Mango Jo de tho "Rahemath" Na de tho "Hikhmath" Maqhlooq se math mango Jo de tho "Ahesan" Na de tho "Sarmindagi"
Image
Saffaqhat ek aisi zaban hai Jise andhey dekh sakte hai Aur bahere sun sakte hai, Hame agar koi aisa insaan  Mil jaye Jo hamdard ho Aur  Sulah rahemi karne wala ho Vus ke baat ko  Aur  Vuske andaaz ko  Aandhey bhi dekh sakte hai Aur  Bahere bhi sun sakte hai,
Image
Jahannum ki aag se bacha... Aai Emaan walo !  apne aapko aur apne ghar  Walo ko  Vus aag se bachchao Jis Ka endhan  Aadmi aur patthar hai,
Image
Jhagde is liye bhi  Qhatm Nahi hote Ke hum jhagdo ko  Jhagde hi ke zariye Qhatm karne ki koshish karte hai,
Image
Insaan ko apne andar Jhankna aajaye Tho wo dusrou ke  Ahesasath ko  Samajne ke qhabil  Ho jata hai,
Image
Allah tho logon par Zulm Nahi karta Lekin Log hi apne aap par zulm karte hai,
Image
Allah tala ne rizq Ka  Wada sabse kiya huwa hai Lekin baqhshish Ka wada Sabse Nahi kiya Phir kyon log rizq ke liye  Pareshan hai Aur maghfirath ke liye  Be fikar ? Is baat par sanjeedgi se ghaur kare Aur  Allah se hamesha maghfirath Ki duwa mangte rahe, Allah hame aqhirat ki Fikar naseeb kare, Ameen.....
Image
Rasool Allah sallallahu alai wasallam ne farmaya Jis ghar me Allah Ka zikar  Kiya jata hai Aur  Jis ghar me zikar Nahi kiya jata Vun dono gharo ki misal  Zinda aur murda hai,
Image
Quran padho tho  Dil badal jaye, Namaz padho tho Chahera raushan ho jaye, Kitni dilkash hai Rasoolﷺ ki sunnatein Amal karo tho zindagi sawar jaye,
Image
Jo achcha lagta hai  Vuse ghaur se math dekho Kahi aisa na ho Koi burai nikal aaye, Jo bura lagta vuse  Ghaur se dekho  Mumkin hai koi Achcha e nazar aajaye 
Image
Tabahi hai har vus  Shaksh ke liye Jo logon ke Aaib Ta tolne wala Logon ki gheebath Karne wala ho, Allah humse a kaheraha hai Ke tum kisi ke Aaib ko  Na dekho aur na zahir karo Aur  Kisi ki gheebath na karo Agar tum aisa karenge tho  Tumari tabahi hai Aur barbadi hai,
Image
Jo waqt ko barbad Karta hai Waqt vuse barbad Kar deta hai........ Agar hum apne khimti waqt ki Qhadar na kare Tho kal aane wala waqt  Hame nuqsan me Dal sakta hai,
Image
Agar ek hara huwa insaan Harne ke badh bhi  Muskurade tho Jeetne wala apni jeet ki Khushi kho deta hai,
Image
Koi insaan bura Nahi hota Srif vuski koi aadath  Buri hoti hai, Is liye koshish karo  Ke vuski aadath ki buri samjho Ne ke bus insaan ko,
Image
Ajeeb duniya hai...... Jab chalna Nahi aata Tab koi girne Nahi deta tha Aab chalna aata hai Tho har koi  Girane me laga huwa hai,
Image
Apne chahere par Koi dard na tahereer karo Waqt ke pass  Na aankhe hai Na Ahesas Na dil,
Image
Allah kisi ke saath Na insafi Nahi karta Wo bas azmata hai Aur sabar karne walon Ko mitta phal milta hai,
Image
Maa ko kabhi na satao Ke  Duniya Ka sabse bada  Gunah yahi hai, Aaj ke is mahol me a gunah  Bahut zyada ho raha hai Kyon ki Bahut se log apne  Walidein ki takleef de rahe hai,
Image
Tamam insano ko Jo bhi Bhalai hasil hoti hai Allah tala ki aanayath hoti hai Aur  Jo bhi museebat aati hai Wo apne Amal Ka hi  Natija hai,
Image
Rishtein qharab hone ki  Ek wajah ye bhi hai Ke log jhukna pasand Nahi karte Log rishtein todna  Pasand kar lete hai Lekin vus rishtein ko  Bachane ke qhatir  Apni aana qhatm  Khatm Nahi Kar sakte
Image
Ameeri kya hai Nabi a Kareemﷺ ne farmaya Ameeri ye Nahi hai Ke saman zyada ho Balke Ameeri ye hai Dil ghani ho,
Image
Jis chiz me bhi be haya e hoti hai Vuse Aaib dar bana deti hai Aur  Haya jis chiz me bhi ho Vuse zeenath aata karti hai,
Image
Be misal taufa Agar kisi ko kuch dena hai tho Achcha waqt aur duwa do Kyon ke Aap di huyi har chiz  Wapis le sakte ho Magar kisi ko diya huwa Achcha waqt  Aur  Duwa wapis Nahi  Le sakte
Image
Maa se mohabbat karo Kyon ke maa ki  Pareshani dekh Kar Allah Pak ne  "Safa marwa " Ko Haz Ka rukan bana diya,
Image
Allah hame jahannum se mahefuz rakhe.ameen Jahannum ke sabse  Halke azab ki holna ki Rasool Allah ﷺ ne irshad farmaya Ahele dozaqh me sabse kam azab  Pane wala wo shaksh hoga Jisne aag ke do Justin pahene honge Jinki Garmin aur tapish se Vuska dimagh khoulta hoga,
Image
Vun mashoor shakshiyath  Ka fan math bane Jo aapko jante tak Nahi, Banna hai tho Mohammed sallallahu alai wasallam ke Fan bane Jo aaj se 1400 sal(years)pahele  Aapke liye roye they Ki Mohammedﷺ se wafa tune tho ham tere hai ! Ye jahan hai kya lahu khalam tere hai !!
Image
Bismilla arraheman nirraheem Nabi a Kareem sallallahu alai wasallam Ne farmaya : Allah tala farmata hai ke  Jannath me Maine Apne bando ke liye Wo chizein tayyar Kar rakhi hai Jinhe na aankho ne dekha Na Kano me suna Aur  Na kisi insaan ke dil me  Vunka khayal guzra ,
Image
Mere Allah ki mohabbat Ka andaza bhi nirala hai Sab kuch de Kar bhi kaheta hai Hai koi  mangne wala Jise Mai doon,
Image
Jis ke dil me Rai(mustard) Ke dane ke barabar bhi Takabbur hoga Wo jannath me Nahi jayega,
Image
Emaan wali aaurath Ka asli zewar Sona chandi Nahi Balke  Haya aur parda hai,
Image
Rasool Allah sallallahu alai wasallam ne farmaya Allah ki khasam Agar tere zariye  Ek aadmi ko bhi  Hidayath mil jaye  Tho wo tere liye surq onnt(🐫) Se behtar hai,
Image
Neeyath kithni bhi achchi ho Duniya tumko tumare  Dikhawe se janti hai, Aur  Dikhawa kitna bhi achcha ho Allah tumko tumari Neeyath se janta hai,
Image
Sayyadna abdulla bin umar raziallah anha Farmate hai, Ke Maine rasool Allah sallallahu alai wasallam Ko ye irshad farmate huye suna: Sabse badi neki ye hai ke  (baap ke inteqhal ke bad) Baap se talluq rakhne walo ke saath achcha suluk kare,