Hojayegi Teri mushkil pada kar !
Padne ke liye agar tujhe kuch na mile tho !
Chahero pe likha dard ke unwaan pada kar !
Laraib Teri rooh ko taskeen milegi !
Tu qharb ke lamhat me Quran ko pada kar !
Ajayega tujhe Iqbal jeeneka qhareena !
Tu sarware kaunain ﷺ ke farman ko pada kar !
Comments