Posts

Showing posts from May, 2017
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Image
Zaban ki lagjish  Paavu ki lagjish se bahut Zyada qhatarnak hai,
Image
Hamesha a khayal kare Ke hamari wajeh se kisi Ka Dil na dhuke, Aur kisi ko Zara barabar bhi  Takleef na pahunchey, Chahe o zuban se ho Ya haath se 
Image
Image
Image
Image
Bas a samaj kar hum apni Zindagi guzare ke a duniya Char din ki hai  Aaj shuru hogi Kal haseen dikhegi Teesre din takleef degi Aur Chavthey din khatm hojagegi,
Image
Image
Duniya me haqhiqhi mohabbat Aur haqhiqhi saath Srif aur srif Allah se hi milta hai Aur kisi se Nahi milta,
Image
Kuch log ke qhayalath hote hai Ke kahete hai kisi ke tufeal se Jannath miljati hai Magar aap ﷺ ne farmaya Aai Fatima tum a na samjho Ke tumara baap Nabi hai Jannath ​me lejayega, Aisa Nahi hai srif tumare Amal hi Tumeh jannath me lejayenge, Bas is baat ko samaj kar Apni zindagi guzare
Image
Allah haqh hai Wo kabhi kisi ke saath Zyadati Nahi karta Aur kabhi kisi pe Kami peshi Nahi karta Har ek se ek jaisa insaaf karta hai,
Image
Hazrat Umar Farooq raziallah tala anha Farmate hai Saqhawath tho vuse kahete hai Aapko koi kuch bhi made Aap vunhe Sab kuch de, Aisa hi insaan saqhi kahelata hai,
Image
Humse agar koi gunah  Hojaye Aur wo gunah koi Allah wala Dekh Kar humko tambi karta hai Ke aapne ye gunah kiya hai Aap Allah se maafi mangle, Tho ye hamare liye bahut badi Khusi aur masarrath ki baat hai Ke Allah ne apne chane wale  Bande ko hamare liye  Muhayya kiya,
Image
Mere Azizo app ne kithni ahem Baat farmayi, Ke insaan namaz  roza aur Achchey amal se Nahi Balke Insaan apne aqlaaq aur Apne kirdar se pahechana jata hai Ke wo insaan achcha hai Ya bura,
Image
Image
Image
Hamari zindagi ke kuch Azeem rishtein hote hai Jise hum khadar hi Nahi karte Jab wo rishtein hum se dhoor hote hai Vus waqt hame Ahesas hota hai Ke rishtein sahene wale bhi Bahut kamal ke hote hai,
Image
Mere Azizo duniya ki sari Mohabbato par ek bar ghaur Kare, Har mohabbat hasil hone ke bad Vuski lazzathein khatm Hojati hai, Chahe wo kaun si bhi mohabbat ho, Lekin Allah ki mohabbat ki Lazzat kabhi khatm Nahi hoti, Duniya me bhi Rang lati hai Aur  Aqhirat me bhi Rangeen hoti hai,
Image
Hum apni zindagi me itne gunah Karte hai, Ke hum apne gunah ho ka Ek baar mutaala kare tho Hamari neend vud jati hai Jeena munasib Nahi lagta Khana sukun Ka Nahi hasil hota, Vus waqt bhi hum a sonche ke Allah tala ek naam hai Wo naam RAHEEM hai Raheem yani apne har bande par Rahem karne wala,
Image
Image
Mere Azizo aap ﷺ ne kithni Achchi baat kahi hai Ke insaan ke andar sabar Ka hona Bahut zaruri hai,
Image
Image
Apni zaban ko kisi bhi Tarha ke shikwe se  Sambhal Kar rakhna Inshaallah zindagi me bahut se Khushiyaan hasil hogi
Image
Image
Image
Ye duniya ke bahut kheemti  Naseehath hai Agar is ko hum apna le  Bahut faide mand honge,
Image
Apne aapko duniya me  Har ek se kam tar samjhe Kyon ke insaan jab bhi  Apne aapko kam samaj ta hai Tho duniya me vuski Izzat buland hoti hai,
Image
App ne a farmaya Allah hum aisa mahesus kare Duniya ke har shai me  Srif Allah hi dikha e de Koi aur dikha e made A hamara Emaan ho Aise hum apne Emaan ko  Banaye,
Image
Image
Be shak aankh hi  Har gunah Ka Awwal dakhila hai Aur Aankh hi har neki Ka Awwal dakhila hai Bas is aankh se mahefuz raho
Image
Allah tala ne duniya me Insaan ke sar ke uper mauth rakha hai Aur hum a jante bhi hai Lekin hum apni duniya wi zindagi sawarne me khojate hai Aur aqhirat ki bhul jate hai Aur duniya hi apna Sab kuch samajte hai Duniya hi apna hamesha Ka thikana  Samajte hai, Aur Ye duniya najane kis waqt humko Duniya se nikal degi Hume Maloom hi Nahi boat,
Image
Jo insaan apni zindagi me Har pal Allah Ka khauf  Dil me samaye rakhta hai Wo kamiyab hai Aur wo Elm wala hai Aur Jo insaan Allah se be khauf hota hai Jaisa ke Allah kuch janta hi Nahi Bas srif apni manmani karte  Raheta hai, Wo na kamiyab hai Aur wo jahalath me dub chuka hai,
Image
Apne kuch rishto par  Hum bahut naaz karte hai Lekin haqeeqat me  Wo rishtein srif naam ke hote hai Aur  Kuch rishtein humko badnam Kar chod Detein hai,
Image
Insaan ke bahut gham aate hai Kuch chote hote hai Kuch bade hote hai Kuch takleefein insaan ko  Pareshan me mubtila karti hai Lekin  Har takleef Ka chutkara hai Har gham ke saath Ek khusi hai, Bas srif apne aap me sabar karna  Sikhle,
Image
Hum apne rishtein dari me faslo Ko shamil hone nade agar ek bar a faslein shamil hogaye Tho phir rishtein dari tutne lagti hai Aur wo hota hai Jo hamare tasavvur me bhi Nahi hota,
Image
Kuch log hote hai Ke har waqt apni zaban ko baghair zarurath ke Awaaz nikal the rahete hai, Lekin aqhalmand aisa Nahi karte Jab zarurath hai Vusi waqt apni zaban Ka istemal  Karte hai Warna khamosh rahete hai,
Image
Hum apni zindagi me bure logon Ki sohbath me na jaye Kyon ki Jahan burai hoti hai Wahan agar hum jaye tho  Hum bhi bure ban jate hai Aur achchey logon se bura suluk Karte hai, Isey liye nekh achchey logon ki  sohbath me shamil ho Kyon ki Wo buro se bhi achchey suluk  Se bartaw karte hai,